Apnay Matlab Kay ilawa...
Apnay Matlab Kay ilawa Kon Kisi Ko Puchta Ha, Shajar Jb Sookh Jaayein To Parinday Bhi Basera Nahi Krty.!
Apnay Matlab Kay ilawa Kon Kisi Ko Puchta Ha, Shajar Jb Sookh Jaayein To Parinday Bhi Basera Nahi Krty.!
Dil Ki Khamoshi Se Saanson Kay Thehr Jaanay Tak, Yaad Aaye GA Mujhay Wo Shakhs, Mar Janay Tak.!
Un Lamhon Ki Yaadain Sambhaal Kay Rakhna, Hum Yaad To Aayein Ge Lakin, Lout Kr Nahi.!
Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz, Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya.!
Har shakhs nahin hota har shakhss ke kabil, Har shakhs ko apne liye socha nahin kartey.!
Qissa abbi hijaab se agey nahi barha, Main ap, abhi janab se agey nahi barha, Lekin mein pehle baab se agey nahi barha.. Muddat …
Hum bhi hon ge ap ke dil mein magar, Magar ik bhoolay huye qissay ki tarah, Kabhi jo na baant pao ge dard to yaad aonga, Hum tum…
Khushi ke geet gaaney ko zara si baat kaafi hai, Naseeb-e-gham bhulaaney ko zara si baat kaafi hai, Ghareeb-e-sheher ke ghar uda…
Zindagi khaak na thi, khaak urratey guzri, Tujhse kya kehtey tere pass jo Aatey guzri, Din jo guzraa to kisi ki yaad mein guzra,…
Zabar Nahi Zeir Ho Jaa, Kion K Aagay Pesh Hona Ha.!
امام احمد بن حنبل رحمتہ اللہ علیہ پر جب نزع کا عالم طاری ھوا تو بیٹے نے پوچھا "ابا جان! کیا حال ھے؟"آپ نے فرمایا: وقت …
Majbooriyuin Kay Naam Pe Lut-ti Hain Hr Gharri, Hawaa Ki Betiyoun Kay Muqaddar bhi Ajeeb Hain.!
Bara Shouq Tha Unhay Mera Aashiyana Dekhnay Ka, Jab Dekhi Meri Ghareebi To Rasata Badal Liyaa.!
کسی یونیورسٹی کا ایک نوجوان طالب علم ایک دن اپنے پروفیسر کے ساتھ چہل قدمی کر رہا تھا۔ پروفیسر اپنی مشفقانہ طبیعت کی وجہ سے تمام …
ایک کسان اپنے مالک کے کھیت میں کام کرتے کرتے سوچنے لگا ۔۔۔ کاش کہ میں مالدار ہوتا تو میں زمین خرید لیتا جس میں میں کھیتی کرتا۔۔م…
بہت عرصہ پہلے ایک جگہ سیب کا ایک بہت بڑا درخت تھا ور روزانہ ایک بچہ وہاں آکر اُس درخت کے اِرد گِرد کھیلا کرتا تھا وہ بچہ اس درخت…
Kuch Mohabbat Ka Nasha Tha Pehlay Hum Ko, Dil Jo Toota To Nashaay Se Mohbbat Ho Gayi..!
Godaam Main Koi Anaaj Khraab Ho Jesay, Hum Yun Tere Dil Main Bekaar Parray Hain.!
Raat Dehleez Pe Bethi Rahin Aankhain Meri, Tum Na Aaye To Koi Khuwab Hi Bheja Hota.!
Our website uses cookies to improve your experience. Learn more
حسنًا